Hadees Of The Day


The beautiful word is ALLAH,
The beautiful word is ALLAH,
Most beautiful song is AZAN,
Best exercise is NAMAZ,
World perfect book is QURAN, You are so lucky if YOU are a MUSLIM

Tum Me Se 1 Shakhs Gunah Karta Hai
Aur Is Ka Gunah Nama Amaal Me Likh Dia Jata Hai,
Phr Wo Toba-o-Astaghfar Krta 
To ALLAH TA'ALA use Muaf Kar Deta Hai!
Aap(S.A.W.W)Ne Yeh Irshad 2 Bar Frmaya,
Phr Frmaya K Jub Tak Tum Toba-o-Astaghfar Se Na Uktao
To ALLAH TA'ALA Maaf Karne Se Nahi Uktata.

Hazrat Abu Huraira (R.A) se Riwayat hai K
Rasool-e-Akram (S.A.W.W) ne Farmaya,
1 Dinaar Woh Hai Jo Tu ne ALLAH ki Raah mein Kharch Kar Diya
Aur
1 Dinaar Woh Hai Jo Tu Ne Ghulaam Aazad Karne mein Sarf Kiya
Aur
1 Dinaar Woh Hai Jo Tu ne Miskeen par Sadqa Kiya
Aur
1 Dinaar Woh Hai Jo Tu Ne Apne Ehl-o-Ayaal par Sarf kiya.
In Mein Sab se Zyada Bayis-e-Ajr-o-Sawaab Woh Hai
Jo tu ne Apne Ehl-o-Ayaal par Sarf Kiya. {Muslim Sharif}


Aik shaks na hazrat Ali A.S sa poucha
Ka bhai Aur dost ma kiya faraq ha
Hazart Ali A.S na kaha bhai Sona hy
Aur dost heera to us shaks na dubara 
Poucha ka sona Aur heera ma kiya faraq 
Ha to Hazrat Ali A.S ny kaha Sona tut kr
Phir joor sakta ha magar heera toot ka phir kabhi joor nahi sakta

Kbi apni zubaan sy kisi Ki Aaib byan na kro
'Q K' 
'aib tum men bi hen aor zubaan logon ki bi he

Hazrat Ali


Dunya tumhain us waqat tak 
nahi hra skti jb tak tum 
khud sy na haar jao.
(Hazrat Ali r.a)


Hadith :

Narrated Hazrat Abu Hurraira(R.A)
Allah’s Messenger (S.A.W)Said
“When There Is A Pain Or Injury Or Illness
Or Sorrow Or Even A Worry To A Believer,
Thus His Sins Are Erased”

Jab ALLAH Paak cahta he kisi Bnde sy Dosti kre
To uski Zuban pr Apne Zikar
Aur
Dil pr Apni Fikr k Darwazy khol deta hy...
Asalam o Alikum,
Stay Blessed..... ..


TUMHARA RAB
JIS CHEEZ KO TUMHARY KAREEB KR DY OS MN HIKMAT TALASH KRO
aor jis ceez ko tum se cahy door kr dy aos py sabar ikhtyar kro
Insan ke tamam pareshaniyan
Dou baaton ke waja se hai
-Taqdeer sae zayda chahta hai
-Waqt sae pehly chahta hai
Hazrat Ali


Quran Pak Ka irshad Hai..
"Jo Log Allah Ki Raah Me 
Kharch Kerty Hen Khushi Me Aur Gham Me,,
Aur Jo 
Ghusse Ko Pi Jaty Hen Aur 
Dusron k Qusoor Maaf Ker Dete Hen,, 
Aise Naik Log 
Allah Ko Bohat Pasand Hen.."
Surah: Al-Imran 
Ayat: 134


Nabi (s.a.w) said: Fahesh Goi jis Cheez mein Hoti Hai
Usko Aebdaar karti hai,
Aur Haya jis Cheez mein Hoti Hai
Usko Zeenat Deti Hai. Tirmizi
Mafhoom-e-Hadees..

"Tumhara Rab Bohat Haya Wala 
Aur Kareem Hai. 
Allah Ko Is Baat Se 
Haya Aati Hai K 
Uska Banda Uske Samny 
Apny Dono Hath Phelaye, 
Phir Wo Usko Khali Hath Lota De.."
(Ibne Maja)
Hadees# 3866 

Jo tumhain khushi mein yad aaiy, samjho tum us se muhabbat kartey ho or jo tumhain gham mein yad aaiy to samjho woh tum se muhabbat kerta hay
(Hazrat Ali)


Agar duniya behtreen jagah hote to
yahan koi rota howa paida na hota
Hazart Ali (A.S)


Rasool(Sallallahu-Alehy-Wasallam) 
Ka Irshad Pak Hai k Jis ne 
Mere Tariqa-e-Hayat ko Pasand Kiya Aur Apnaya, 
Is ne Waqai Mujh se Mohabbat ki.. 
Aur Jis ne Bhi Mujh se Mohabbat ki, 
Wo Mere Sath Jannat me Jayega..

Share To:

AFS STUDIO

Post A Comment:

0 comments so far,add yours